Been ages since I wrote a line here....have missed this bit of me so much and am guilty of ignoring myself and my readers. Will start with something that never fails to inspire me...yes, you knew it was raining...did you not??
Boondein bhi bade kamaal ke hotein hain
Aaj aise tez raftaar se chale mere sath gari ke shishe par
Jaise ashique ka hath thame khule maidaan mein daudta ho koi
Phir kuchh der rukkar na jane kaun si tasveer banayi dhalte kaach ke canvas par
Junoon aisa jaise kisi tasavvur ko zindagi mil gayi
Phir roothe hue dost ki tarah dastak diya lagatar
Meri kya majaal ki main uss pukar ki tauheen karti
Khidki khol di... Aur hum dono bheege barse!
This morning enroute work

No comments:
Post a Comment